Chooti Si Be Rukhi Pe Shikayat Ki Baat Hai By Qamar Jalal Abadi Urdu Poetry Sad Urdu Poetry

Basharat Ahmad
By -
0

Chooti Si Be Rukhi Pe Shikayat Ki Baat Hai By Qamar Jalal Abadi Urdu Poetry Sad Urdu Poetry
Chooti Si Be Rukhi Pe Shikayat Ki Baat Hai By Qamar Jalal Abadi Urdu Poetry Sad Urdu Poetry

 


چھوٹی سی بے رُخی پہ شکایت کی بات ہے

چھوٹی سی بے رُخی پہ شکایت کی بات ہے

اور وہ بھی اس لئے کہ محبت کی بات ہے

میں  نے کہا کہ آئے ہو کتنے دنوں کے بعد

کہنے لگے حضور یہ فرصت کی بات ہے

میں نے کہا کہ مل کے بھی ہم کیوں نہ مل کے

کہنے لگے حضور یہ قسمت کی بات ہے

میں نے کہا کہ رہتےہو ہر بات پر خفا

کہنے لگے حضور یہ قربت  کی بات ہے

میں نے کہا کہ دیتے ہیں دل تم بھی لاؤ دل

کہنے لگے کہ یہ تو تجارت کی بات ہو

میں نے کہا کبھی ہے ستم اور کبھی کرم

کہنے لگے کہ یہ تو طبیت کی بات ہے

قمر جلال آبادیؔ

 

Chooti c be rukhi po shikayat ki baat hai

Aor woh bhi is liye k muhababt ki baat hai

Main ne kaha k aye ho kitney dino k baad

Kehney lagey hazoor yeh tu fursat ki baat hai

Main ne kaha k mil k bhi hum kyun na mil sakey

Kehney lagey hazoor yeh tu qismat ki baat hai

Main ne kaha k rehtey ho her baat pr khafa

Kehney lagey hazoor yeh tu qurbat ki baat hai

Main ne kaha k detey hain dl tum bhi laoo dil

Keheny lagey k yeh tu tijarat ki baat hai

Main ne kaha kabhi hai sitam aor kabhi karam

Kehney lagey k yeh tu tabiyat ki baat hai

 

 

QAMAR JALAL ABADI


FOR MORE

Tags:

Post a Comment

0Comments

Post a Comment (0)